Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDeedar (1970)
HomeDeedar (1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


husn tera ek chhalakta o husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi haaye agar ijaazat ho teri main pyar mukammal kar loon main pyar mukammal kar loon daal ke nazron mein nazren deedaar mukammal kar loon deedaar mukammal kar loon naam inka pehle se badnaam hai husn wale yahi mera tujhe paigaam hai husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana oo komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana pyaar bina o yeh jawaani ilzaam hai laa mujhe ho tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi husn to ek khilona hai jee bhar kar
oooo hoooooo hey heyyyy hooo hooo ooooo hmmmm jee bhar ke dekh loon main tumhen jee bhar ke dekh loon main tumhen zulfen idhar kar lo saara jahaan hai udhar tum nazar jidhar kar lo jee bhar ke dekh loon main tumhen surkhi tere rukhsaar pe badlegi rang bahaar ke mehak uthi fizaayen bhi zulf teri sanwaar ke apni hayyaa ki shokhiyaan ab to idhar kar lo saara jahaan hai udhar tum nazar jidhar kar lo jee bhar ke dekh loon main tumhen heyyyyy hooooooo hoooo ooooo haaaa haaaa hoooo hooo hooo hooo hooo hey hey hey hey hey bheege libaas mein badan lagta hai jaise gulaab ho sheeshe ki paalki mein koi jaise bhari sharaab ho aankhon mein aakhen daal kar dil pe asar kar lo saara jahaan hai udhar tum nazar jidhar kar lo jee bhar ke dekh loon main tumhen zulfen idhar kar lo
kasam hai tujhe mehfil ki main nachun tu pee main nachun tu heych bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa heych peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha hey hey hey jawaani mein kabhi kis kabhi kis kabhi kis hey hey ho ho hey hey jawaani me kabhi kisi se aankh naa lada aankh lad jaye bhi to dil naa mila hey dil mil jaye bhi to shor naa macha meethe meethe vaadon pe tu sabko nacha kyun kyun kya yahan dil bhi bura hai dildar bhi bura ikraar bhi bura hai inkaar bhi bura inkaar bhi bura peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee
tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko zulfon ke aawara saawan mein zulfon ke aawara saawan mein tere ang ang ke darshan mein tere man ke kore darpan mein apni tasveer saja doon apni tasveer saja doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko bindiya ki chanchal chitwan se bindiya ki chanchal chitwan se baanhon ke khanakte kangan se paayal ki jhanakti chan chan se apni aawaz mila doon apni aawaz mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko
o tere kheton ki rakhwaali ab main naiyon jaana o tere kheton ki rakhwaali ab main naiyon jaana kyun naiyon jaana hey main naiyon jaana kyun naiyon jaana mere khet pukaaren tujhko mausam hai suhaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana tere kheton mein o rasiya o ho o tere kheton mein o rasiya ghutne ghutne paani ghutne ghutne paani masti mein aakar mere kahin doob na jaaye jawaani doob na jaaye jawaani agar fisal gaya mera paon kya kahe zamaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana meri dharti ki haryali mere fasal ki tu hai jawaani fasal ki tu hai jawaani tere kadmon ko chumega mere khet ka pyaasa paani khet ka pyaasa paani teri raah dekhti raahen tujhe lekar jaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana main naiyon jaana kyun naiyon jaana tere khet ki mitti udd kar hoo oooo hooo tere khet ki mitti udd kar mere aankhon mein pad jaaye aankhon mein pad jaaye gaalon pe beh gaya kaajal to rang kaala ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Husn Tera Ek Chhalakta Jaam Deedar (1970) 05:46 37038
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anjana, Premendra
Duration : 05:46   Song Number : 37038   

Jee Bhar Ke Dekh Loon Main Tumhen Deedar (1970) 03:24 16076
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anjana, Chetan
Duration : 03:24   Song Number : 16076   

Peene Se Pilane Se Deedar (1970) 05:07 37039
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 05:07   Song Number : 37039   

Tere Honthon Ko Tere Laali Ko Deedar (1970) 03:39 36420
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar, Anjana
Duration : 03:39   Song Number : 36420   

Tere Kheton Ki Rakhwaali Deedar (1970) 05:24 40797
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 05:24   Song Number : 40797